SHABE JUMU'AH PARHNE KA DUROOD E PAAK
Shabe Jumu'ah parhne ka duroood Aur uski Fazilat
بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ
اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ وَسَلِّمْ وَبَارِكْ عَــلٰى سَيِّدِنَا وَمَوْلٰنَا
مُحَــمَّدٍ نِ النَّبِيِّ الْاُمِّيِّ الْحَبِيْبِ الْعَالِي الْقَدْرِ
الْعَظِيْمِ الْجَاهِ وَعَلٰی اٰلِهٖ وَصَحْبِهٖ وَبَارِك وَسَلِّم
Buzurgaane deen farmate hai yeh Darood Shareef shab e jumu’ah (jumeraat o jumu’ah ke darmiyani raat) ko kam az kam ek martaba padhey..
Fazilat –
Inteqal ke waqt woh shakhs Huzoor Shafi e Mehshar ﷺ ki ziyarat se musharaf hoga. Aur qabr mein daakhil hote waqt bhi aur yaha tak iss Darood Shareef padhne ki fazilat hai ke padhne wala dekhega ke Huzoor e Akram ﷺ ussey apne haathon se qabr mein rakh rahey hai.
👍👍👍
ReplyDelete